Dua for success in business yani business mein kamyabi aur zyada munafa k liye naad e ali dua ka wazifa karna be had afzal mana jata hai . Ager aap dua naade ali shareef ko rozana zikr krny ka mamool bana lety hain to aap ka karobar allah k hukam se itne zyada taraqqi aur kamiyabi hasil kar lay ga jis ka aap andaza bhi nahi kar sakhen ghay . Naad e ali dua k wazifa k liye detail video mein mojood hai .

Dua For Success In Business

Dua For Success In Business – Wazifa

Es dua ka wazifa karny kay liye aap jummah kay roz isha ki namaz kay bad awal o akhair 14-14 bar darod pak zikr krain aur darmiyan me aap 70 bar dua naad ali aur 7 bar surah muzamil tilawat krain . Ye wazifa aap 7 roz tak jari rakhen. 7 roz kay bad aap subah aur sham kay waqat 10 bar durood e ibrahimi ,1 bar surah muzamil aur 14 bar dua naad e ali zikr karne ka mamool bana lein . Insha allah dua naad e ali ki barkat say aap ka karobar taraqqi ترقی ki wo manazil hasil kar le gha ka aap andaza bhe na kar sakhen ghay .

Taweez For Success In Business

nady-ali

Business mein taraqqi , munafa aur karobar ki bandish se nijat hasil karne k liye naqsh naad e ali be had powerful hai . Bazurg farmaty hain kay naqsh naad e ali ki barkat say karobar me barkat , taraqqi aur zyada munafa to hota he hai magar es kay sath sath aap ka karobar nazar e bad ,dushman, kala jadoo , sifli jado, shaitani taweezat,bad asrat,hasad aur har qisam kay zahari o batni nuqsanat say mehfooz bhi rehta hai .is naqsh mubarak ko aap mushak, ambar, zafran aur ghulab say khud bhi tehreer kar saktay hain aur chahain tu aap naqsh naade ali shareef ko astana se bhe hasil kar saktay hain .iss khas naqsh ka hadia kharch iss post k sab se end mein darj kar diya gaya hai . Ju k sirf mushk , amber , zafran aur courior ka kharch hai , astana ka zati hadia nahi . Agr koe bhai ya behan iss naqsh ko astana se hasil karna chahtay hain tu wo amna behan ko call kar saktay hain . Aap ki request par ye naqsh aap ko courior kar diya jae gha ju k 48 ghanton mein aap ko wasool ho jae gha . Aap ne iss naqsh ka hadia kharch courior boy ko ada kar dena hai . Iss naqsh ka hadia kharch iss post k sab se end mein darj kar diya hai . Tafseel kay liye link akhair mein de diya gaya hai .