Iss Post mein ham aap ko “Rabbi inni lima anzalta ilayya min khairin faqeer” ka aik ayasa wazifa bata rahe hain jes ki barkat se aap ko shadi ki har rukawat aur pareshani Bohat jaldi nijat hasil kar saktay hain . “Rabbi inni lima anzalta ilayya min khairin faqeer” ka wazifa be had Qadeem hai aur iss wazifa ki barkat se Shadi aur rishta ki har rukawat Allah ki Gaibi madad se Door ho jati hai .ye Hazarat Musa ki Dua hai aur Iss Dua me har musliman ki har pareshani ka hal mokood hai. iss Dua mobarka ka wazifa karne ka sahi tarika neche darj hai.

Marriage Wazifa Urdu Hindi

Hazrat Musa dua

Shadi ki har rukawat ko door karne ke liye “Rabbi inni lima anzalta ilayya min khairin faqeer” ka wazifa be had afzal hai. Is wazife ke liye aap Jumma ke din Isha ki namaz ke baad awwal aur aakhir 10-10 martaba Durood Pak parhen, aur darmiyan mein aap 2 nafal namaz Hadiya Muhammad Ale Muhammad is tarah ada karen ke in dono nafal mein aap Alhamd Sharif ke baad 3-3 martaba Surah Al-Ikhlas tilawat karen. Nafal ada karne ke baad aap 300 martaba dua Mubarak “Rabbi inni lima anzalta ilayya min khairin faqeer” parhen. Yeh wazifa aap ne 3 din karna hai, aur 3 din ke baad aap 3 masakeen ko khana khilayen aur us ke baad aap rozana 10 martaba Durood Ibrahim aur 70 martaba “Rabbi inni lima anzalta ilayya min khairin faqeer” parhne ki adat daal lein. Iske alawa aap is dua Mubarak ko pak siyahi(Ink) se tehreer karke apne paas bhi rakhen aur apne ghar mein bhi zaroor rakhen. InshaAllah jald hi aap ki shadi aur rishta ki har rukawat door ho jayegi aur aap ki shadi aap ki marzi ke mutabiq jald ho jayegi. Iske alawa aap ki shadi shuda zindagi mein khushhali hamesha rahegi. “Rabbi inni lima anzalta ilayya min khairin faqeer” ka wazifa karne ke baad rohani barkat barkat hamesha hasil hoti rahegi, iss wazifa ki mazeed tafseel k liye aap Syeda Noor Ali Fatima se rabta kar saktay hain.

agr aap apni pareshani ka 100% solution rohaniet se hasil karna chahte hain.tu 5 min ka rohani muraqbah kar k hamein itla krain , Insha Allah aap ko zindagi aur kismat badal dene wala parehani ka rohani hal hasil ho jae gha . iss ke liye neche mojood buton par click krain