Shadi ki har Rukawat Door Karne ki Best Dua “Hasbunallah Wanimal Wakil” hai . Iss Post mein aap ko “Hasbunallah Wanimal Wakil” ka aysa wazifa hasil ho gha jes ki barkat se aap ki shadi ki har rukawat aur bandish se jald nijat hasil ho jae ghe “Hasbunallah Wanimal Wakil” Ka wazifa 7 din karne se Shadi ki Sakhat Se Sakhat Rukawat aur Bandish Door ho jati hai . “Hasbunallah Wanimal Wakil” ka wazifa be had Powerful hai aur iss wazifa ki barkat se aap ko Shadi ki har Tarha ki pareshani se Jald nijat hasil ho jae ghe .

Shadi Ki Bandish k Nuqsanat

Shadi ki bandish ki wajah se fard ko shadi se pehle aur shadi ke baad shadeed nuqsaanat ka samna hota hai. Agar koi fard shadi ki bandish ka shikaar hai to iski wajah se uski shadi mein shadeed aur musalsal rokawatain aa sakti hain. Agar koi shakhs shadi ki bandish ka shikaar hai to aisi soorat mein agar uski shadi ho jaaye to is fard ko shadi ke baad 10 nuqsaanat ka samna karna padh sakta hai. Ye 11 nuqsaanat darj zail hain:
Shadi ki bandish ki wajah se fard ki shadi nahi hoti.
Agar fard ki shadi ho jaaye to ye shadi kaamyaab nahi hoti.
Khawateen ko bohat jaldi talaaq ho jaati hai.
Shohar biwi ke darmiyan nafrat paida ho jaati hai.
Khawateen ko sasural mein izzat nahi milti.
Fard ko rozi ki pareshani ka samna hone lagta hai.
Shohar doosri auraton ki mohabbat ka shikaar ho jaata hai.
Shohar kisi aur aurat se shadi kar sakta hai.
Miyan biwi ko hadsaat aur dhokon ka samna rehta hai.
Miyan biwi ko buri taqdeer ka hamesha samna rehta hai.
Agar koi bhai ya behan shadi ki bandish ka shikaar hain to unhein shadi se pehle aur shadi ke baad shadeed qisam ki pareshaniyon ka musalsal samna rehta hai. Is liye aisi soorat mein aap hasbunallah wani’mal wakeel ki barkat se apni zindagi mein sukoon laa sakte hain. Is dua ko ward karne ka tareeqa niche darj hai.

Shadi ki Rukawat ki Waja

Shadi mein bandish hone ki 7 wajahat ho sakti hain. Aam tor par, aap fard ki shadi mein bandish ka sabab woh log hote hain jo aap ki shadi se khush nahi hain. Lihaza, jo log aap ya aap ke waliden se naraz hain, woh kala jadoo ka istemaal karke aap ki shadi mein bandish ki wajah ban sakte hain. Kala jadoo ki wajah se paida hone wali bandish aasani se khatam nahi hoti.
Bandish hone ki dosri aham wajah nazarbadd hai. Is liye kuch ladkiyon ko nazarbadd ki wajah se shadi mein shadeed rokawaton ka samna hone lagta hai.
Badnami ki wajah se fard ko shadi mein rokawat ka samna ho sakta hai.
Pechidah bimari ki wajah se fard ko shadi mein rokawat ka samna ho sakta hai.
Jismani nuqs ya motapa ki wajah se fard ko shadi mein rokawat ka samna ho sakta hai.
Zyada umar ke ladkon aur ladkiyon ko shadi mein pareshani ka samna hota hai.
Chehre ki rangat aur chhota qad ki wajah se bhi kuch afraad ko shadi mein rokawat ka samna ho sakta hai.
Yaad rahe ke jab koi ladki ya ladka nazarbadd ka shikar ho jate hain to is ki wajah se logon ko un mein chhote chhote nuqs dikhai dene lagte hain jis ki wajah se unhein shadi ke hawale se pareshani ka samna hota hai. Lihaza jo ladkiyan aur ladke nazarbadd se mahfooz rehte hain, unko shadi mein kisi bhi qisam ki rokawat ka samna nahi hota. Shadi ki har rokawat se bachne ke liye Dua neche Darj Hai.

Shadi ki Rukawat Door Karne Ki Dua

Hasbunallah Wanimal Wakil

Shadi ki har rokawat se nijat ke liye behtareen dua “Hasbunallah Wanimal Wakil ” hai. Isliye, shadi ki har pareshani se nijat ke liye aap Isha ki namaz ke baad awwal aur aakhir 10-10 martaba Durood Shareef parhein, aur darmiyan mein aap 300 martaba “Hasbunallah Wanimal Wakil ” parhein. Yeh qur’ani amal aap ne Jumma ke din shuru karna hai, aur is amal ko aap ne 14 din tak jari rakhna hai. Insha’Allah, 14 din mein aap ko shadi ki har rokawat se nijat hasil ho jayegi. Yeh qur’ani amal shuru karne se pehle aap ek maskeen ko khana khilayein, aur jab aap yeh qur’ani amal mukammal ho jaye toh bhi aap ek maskeen ko khana khilayein. Yeh qur’ani amal aap ki shadi ki har mushkil ko door kar dega.

agr aap apni pareshani ka 100% solution rohaniet se hasil karna chahte hain.tu 5 min ka rohani muraqbah kar k hamein itla krain , Insha Allah aap ko zindagi aur kismat badal dene wala parehani ka rohani hal hasil ho jae gha . iss ke liye neche mojood buton par click krain