Agar koi khatoon yeh chahti hai ke us ka shohar hamesha us se mohabbat kare aur us ki har baat mane to is maqsad ke liye woh behan Jumma ke din Isha ki namaz ke baad do nafal namaz Hadiya Bibi Fatima salamullahalaiha is tarah ada karein. Inn dono nafal mein woh Alhamd Shareef ke baad 14-14 martaba Surah Ikhlas tilawat kare. Yeh nafal ada karne ke baad woh khatoon 700 martaba Surah Kausar mohabbat se tilawat kare aur yeh wazifa issi tareeqay se 7 din tak jari rakhe. 7 din ke baad woh 3 masakeen ko khana khilaye aur Surah Kausar ko paak siyahi se tehreer karke apne ghar mein bhi rakhe aur apne paas bhi rakhe. Insha’Allah sirf chand dino mein hi aap ko shohar ke kirdar se andaaza ho jayega ke woh badal chuka hai. 

Apne Khawab ki Tabeer Aur Pareshani Ka Hal Hasil Karne k liye Amna Behan Se Rabta Krain .

Aapi Noor Ali Fatima Whatsapp

+92 3484240532