Agar koi behan apne shohar ki mohabbat ko tamam zindagi ke liye hasil karna chahti hai to woh Jumma ke din Isha ki namaz ke baad awwal aur aakhir 10-10 martaba durood pak parhe aur darmiyan mein woh 700 martaba Surah Baqarah ki ayat 165 mein mojood dua mubarak parhe. Ye wazifa aap ne 14 din tak jari rakhna hai. 14 din ke baad aap rozana 10 martaba durood Ibrahimi aur 14 martaba ohar bayan ki gayi dua mubarak parhne ki aadat daal lein. InshaAllah aap ko tamam zindagi apne shohar ki taraf se kisi bhi qisam ki pareshani ka samna nahi karna pare ga. Agar koi behan bayan kiya gaya wazifa nahi kar sake to woh Surah Baqarah ayat 165 mein mojood dua mubarak ko Jumma ke din mushk, amber, zafran aur gulaab se tehreer karke apne ghar mein bhi rakhe aur apne paas bhi rakhe. InshaAllah jab tak ye Quranic naqsh aap ke ghar mein hai, aap ka shohar aap ki tabiyat mein rahe ga.

Apne Khawab ki Tabeer Aur Pareshani Ka Hal Hasil Karne k liye Amna Behan Se Rabta Krain .

Aapi Noor Ali Fatima Whatsapp

+92 3484240532