Dua For Husband Success
Ager koi behan ye chahti hai ke uske shohar ko zindagi ke har maidan mein kamiyabi hasil hoti rahe aur us ka shohar apni biwi se hamesha muhabbat karta rahe to woh 7 din tak dua mubarak Hasbunallahu wa ni’mal wakeel ka wazifa kare. Is wazife ke liye aap Jumma ke din Isha ki namaz ke baad awwal aur aakhir 10-10 martaba durood pak word karein aur darmiyan mein aap 700 martaba dua mubarak Hasbunallahu wa ni’mal wakeel wrid karein. Ye wazifa aap ne 7 din tak jari rakhna hai aur is ke baad aap rozana 10 martaba durood ibraheemi aur 100 martaba dua mubarak Hasbunallahu wa ni’mal wakeel wrid karne ki adat daal lein aur is mein bila majburi naghah na karein. Is ke alawa aap dua mubarak Hasbunallahu wa ni’mal wakeel ko pak siyahi se tehreer karke apne ghar mein bhi zaroor rakkhein. Insha’Allah aap ke shohar ko zindagi ke har maidan mein kamiyabi, rizq, izzat aur dolat hamesha milti rahegi aur woh apni biwi se had se zyada muhabbat bhi karta rahega. 

Apne Khawab ki Tabeer Aur Pareshani Ka Hal Hasil Karne k liye Amna Behan Se Rabta Krain .

Aapi Noor Ali Fatima Whatsapp

+92 3484240532