Imtihan mein kamiyabi ka daro madar sahi mehnat aur uske baad dua par hai. Asal mein sahi mehnat hi dua hai. Lekin baz students sahi mehnat karte hain lekin exams ke qareeb unko aksar depression lahaq ho jata hai, jiski wajah se who sahi se exam nahi de pate aur nakam ho jate hain. Isi liye agar koi student yeh chahta hai ke use imtihan mein kamyabi hasil ho jaye to who rozana 100 martaba Ya Badi ul Ajaib Bil Khair یا بدیع العجائب بالخیر wird karne ki adat daal lein aur imtihanat ke nazdeek aap yeh dua mubarak sirf 10 martaba wird kiya karein. Is ke ilawa aap study mein sara saal mehnat karein aur biyan ki gayi dua mubarak bhi wird karte rahen. Lekin exams ke nazdeek aram karne par bhi tawaja dein. InshaAllah aap ko zindagi ke har maidan, lexam aur interview mein hamesha kamyabi milti rahegi.
Exam Mein Kamyabi Ka Wazifa Urdu
امتحان میں کامیابی کا دارومدار صحیح محنت اور اسکے بعد دعا پر ہے ۔ اصل میں صحیح محنت ہی دعا ہے ۔ لیکن بعض طالب علم صحیح محنت کرتے ہیں لیکن امتحانات کے نزدیک انہیں اکثر ڈیپریشن لاحق ہو جاتا ہے ۔جسکی وجہ سے وہ صحیح سے امتحان نہیں دے پاتے اور ناکام ہو جاتے ہیں ۔ لہذا اگر کوئی طالب علم یہ چاہتا ہے کہ اسے امتحان میں کامیابی حاصل ہو جائے تو وہ روزانہ 100 مرتبہ یا بدیع العجائب بالخیر ورد کرنے کی عادت ڈال لیں اور امتحانات کے نزدیک آپ یہ دعا مبارکہ صرف 10 مرتبہ ورد کیا کریں ۔ اس کے علاوہ آپ پڑھائی میں سارا سال محنت کریں اور بیان کی گئی دعا مبارکہ بھی ورد کرتے رہیں ۔ لیکن امتحانات کے نزدیک آرام کرنے پر بھی دھیان دیں ۔ انشاء اللہ آپ کو زندگی کے ہر میدان ، امتحان اور انٹرویو میں ہمیشہ کامیابی ملتی رہے گی ۔
agr aap apni pareshani ka 100% solution rohaniet se hasil karna chahte hain tu 5 min ka rohani muraqbah kar k hamein itla krain , Insha Allah aap ko zindagi aur kismat badal dene wala parehani ka rohani hal hasil ho jae gha . iss ke liye neche mojood buton par click krain