Agar koi behan apne shohar ki hifazat, sehat, kamiyabi aur us ki mohabbat hasil karne ke liye wazifa karna chahti hai to us ke liye woh Jumma ke din Isha ki namaz ke baad awwal aur aakhir 10-10 martaba durood pak parhe aur darmiyan mein woh 300 martaba Surah Al-Ikhlas aur 100 martaba durood-e-Ibrahimi parhe. Yeh wazifa aap 7 din tak jari rakhein. 7 din ke baad aap 3 masakeen ko khana khilayein aur Surah Al-Ikhlas ko paak siyahi se tehreer karke apne ghar mein rakhein takeh aap ke shohar par dobara kala jadoo aur nazar bad asar na kare. Iske alawa wazifa mukammal hone ke baad aap rozana 70 martaba Surah Al-Ikhlas aur 10 martaba durood-e-Ibrahimi parhne ki adat daal lein aur is mein bila majboori naghah na karein. Insha’Allah jab tak zindagi hai aap ka shohar aap se mohabbat karta rahe ga aur woh Allah ki hifazat mein bhi rahe ga.

Apne Khawab ki Tabeer Aur Pareshani Ka Hal Hasil Karne k liye Amna Behan Se Rabta Krain .

Aapi Noor Ali Fatima Whatsapp

+92 3484240532