Durood taj aap ko bazaar se aasani se mil jayega is ke ilawa har paanch sorah mein Durood Taj diya gaya hota hai. Durood Taj ka wazifa shohar ki narazgi aur gussa ko hamesha ke liye khatam kardeta hai, aur is maqsad ke liye aap Jumma ke din Isha ki namaz ada karne ke baad awal aur aakhir 10-10 martaba Durood Pak parhein, aur darmiyan mein aap dononfl namaz Hadiya Bibi Fatima (SA) ada karein, aur nawafil ada karne ke baad aap 41 martaba Durood Taj muhabbat se parhein, aur ye wazifa aap 14 din tak jari rakhein. Insha’Allah, 14 din se pehle hi aap ke shohar ki narazgi aur gussa muhabbat mein badal jayega. Is wazife ki barkat ko hamesha jari rakhein ke liye aap loh-e-Qur’ani ko paak siyahi se tahrir karke apne ghar mein bhi rakhein aur apne paas bhi rakhein. 

Apne Khawab ki Tabeer Aur Pareshani Ka Hal Hasil Karne k liye Amna Behan Se Rabta Krain .

Aapi Noor Ali Fatima Whatsapp

+92 3484240532