Nazre bad aur kala jadu ki alamaat aik hi jaisi ho sakti hain lekin har fard mein yeh alamaat mukhtalif hoti hain. Nazre bad aur jadu ki tasdeeq koi maahir hi kar sakta hai kyunkay un ki tasdeeq karne ke liye din, waqt, maheena, mareez ka mizaaj , mareez ke khawab aur bohat saari cheezon ko mad e nazar rakhtay huve aik andaza lagaya jata hai. Aur yeh andaza mehez aik din mein laga lena hamaqat bhi hai aur bewakofi bhi hai. Aur agar koi fard bayan ki gayi zaroori baton ki aap se tasdeeq kiye baghair jadu honay ya honay ka aap ko bta deta hai to woh ya to koi bohat bara maahir ustaad hai ya woh aap ko bewaqoof bana raha hai. Lehaza hum ne aap ka mizaaj, rohani tabiyat aur bohat si baton ko mad e nazar rakhtay huve aik aisa tool banaya hai jis mein aap ne apni sirf paidaiesh ki date darj karni hai. Yeh tool aap ke mizaaj aur rohani tabiyat ko mad e nazar rakhtay huve aap ko kuch alamaat betaye ga. Yeh alamaat har fard ke liye mukhtalif hain. Agar tool ki bayan kardah alamaat aap mein hain to aap kala jadu ka shikaar ho chakain hain ya aap ke oopar kala jadu ke kam ya ziada asraat mojood hain aur agar tool ki bayan kardah alamaat aap mein mojood nahi to aap kala jadu ka shikaar nahi. Yani aap ki pareshani ki wajah koi aur hai .

Nazar Aur Jadu Ki Alamat Urdu

نظربد اور کالا جادو کی علامات ایک ہی جیسی ہو سکتی ہیں لیکن ہر فرد میں یہ علامات مختلف ہوتی ہیں ۔نظربد اور جادو کی تصدیق کوئی ماہر ہی کر سکتا ہے کیونکہ ان کی تصدیق کرنے کے لیے دن ، وقت ، مہینہ ، مریض کا مزاج ، مریض کے خواب اور بہت ساری چیزوں کو مد نظر رکھتے ہوے ایک اندازہ لگایا جاتا ہے ۔ اور یہ اندازہ محض ایک دن میں لگا لینا حماقت بھی ہے اور بیوقوفی بھی ہے ۔ اور اگر کوئی فرد بیان کی گئی ضروری باتوں کی آپ سے تصدیق کئے بغیر جادو ہونے یا ہونے کا آپ کو بتا دیتا ہے تو وہ یا تو کوئی بہت بڑا ماہر استاد ہے یا وہ آپ کو بیوقوف بنا رہا ہے ۔لہذا ہم نے آپ کا مزاج ، روحانی طبیعت اور بہت سی باتوں کو مدنظر رکھتے ہوے ایک ایسا ٹول بنایا ہے جس میں آپ نے اپنی پیدائش کی تاریخ درج کرنی ہے ۔ یہ ٹول آپ کے مزاج اور روحانی طبیعت کو مدنظر رکھتے ہوے آپ کو کچھ علامات بتائے گا۔ یہ علامات ہر فرد کے لیے مختلف ہیں ۔ اگر ٹول کی بیان کردہ علامات آپ میں ہیں تو آپ کالا جادو کا شکار ہو چکیں ہیں یا آپ کے اوپر کالا جادو کے کم یا ذیادہ اثرات موجود ہیں اور اگر ٹول کی بیان کردہ علامات آپ میں موجود نہیں تو آپ کالا جادو کا شکار نہیں یعنی آپ کی پریشانی کی وجہ کوئی اور ہے ۔لہذا کا لا جادو کی تصدیق کرنے کے لیے آپ نیچے موجود گریں بٹن پر کلک کریں ۔