Wazifa Surah Waqiah For All Wishes?
Aaj Ki es post mein hum aap ko Hajat Ki Takmeel Ka raaz aur rohaniyat fard Ki Hajat Ki Takmeel K liye kese kaam karti Hai. Es K mutabiq batayn ghay. Lehaza aap es post ko mukammal read Karen. Nazreen Insaani Hajat ka sisila taa zindagi chalta rehta Hai. Har insaan aik khawaish Ki Takmeel K baad Kisi dosri khawaish ko pora Karne Ki khohish mein lag Jata Hai aur jab tak uss Ki Hajat Pori Nahi Hoti wo bay Chani ka shikaar rehta Hai. Esi Surat E haal mein baaz afraad K liye Hajat ka hasool bhut asaan sabat hota Hai. Jab K kch afraad K liye bhut saal guzarne K baad bhe Hajat K pora hone ka koi Rasta Nazar Nahi ata. Asa Buri Qismat aur Nazar E bad Ki waja se hota Hai. Jis K sabab aik insaan apni khawaish ko pora Karne aur zindagi mein kamyabi K hasool mein humesha nakami ka samna Karta Hai. Lehaza Aaj Ki es post mein hum aap ko Surah Waqiah ka Wazifa Hajat K liye batayen ghay. Es Wazifa Ki Barkat se aap Ki Qismat achi ho Jaye gi.Aur aap Ki Jo bhe Hajat ho gi Allah Ki zaat usse pora farmayen ghay. Har insaan K ander paidaish se bhut se rohaniyat mujood Hoti Hai. Jis Ki waja se wo apni zindagi Ki Rukawaton ko dour Karta Hai aur usse kamyabi bhe hasil hoti Hai. Esi rohaniyat ko Qaim rakhne K liye humein ibadat aur naiki K kaam Karne Ki zaroort Hoti Hai. Lekin Jese Jese insaan Ki umar ziada Hoti Hai uss Ki khawaishat Bharti Hain. Lehaza aik waqt esa ATA Hai K insaan apni achi aur Buri khawaishat mein tameez Nahi kar pata aur wo ghumrah ho kar apni Har Hajat ko pora Karna chahta Hai. Lehaza insaan Jese he Jane anjanay mein Buri khawaishat K liye khohish shuru Karta Hai tu es Ki waja se uss K ander se wo rohaniyat khatam Hona shuru ho jati Hai Jo USS Ki achi Taqdeer Ki waja Hoti Hai. Ye wo maqam Hai Jahan insaan apni zindagi Ki asal kamyabi aur nakami ka fasila Karta Hai..baz insaan apni Buri khawaishat ko hasil kar K usse apni Jeet samajty Hain lekin yehi insaan Ki sab se Bari na kami Hoti Hai. Lehaza insaan Shar Ki daldal mein na phanse esi waja se insaan mo ibadat ka dars dia Gaya Hai. Agar koi fard apni Hajat hasil Karne mein bar bar nakaam hota Hai tu rohaniyat K mutabiq esay fard ko rohani Ilaj Ki zaroort Hoti Hai. Ta K uss K kisam se es Cheez ko kharj Kiya jaa sake Jo es Ki nakami ka sabab banti Hain aur esi maqsad K liye bazurg Qurani Wazaif bataty Hain. Jes ka maqsad ye Nahi hota Hai K wo ap Ki mushkilat ko Hal kar Dein ghay balkay Wazaif Ki waja se aap Ka jisam aur rooh saaf ho jati Hai aur esi waja se humari rohaniyat bahasl ho jati Hai. Jis Ki waja se hum kamyabi hasil Karte Hain. Agar aap K sath bhe koi ESA masla Hai tu aap K liye behtreen Wazifa Surah Waqiah ka Hai. Lehaza apni zindagi Ki nakamion ko kamyabion mein badalne K liye aap Surah Waqiah ka Wazifa sirf 14 days tak kar lein. In Shaaa Allah zindagi kamyabion se Bhar Jaye gi. Surah Waqiah ka Wazifa Ki urdu tasfeel neechay darj Hai.

Wazifa Surah Waqiah For All  Wishes

Agar Kisi Bahi ya Bahi Ki koi Hajat Hai . Jis K liye wo Dua tu bhut arsay se kar rahay Hain lekin unhein Hajat Ki Takmeel K koi bhe possible asaar Nazar Nahi aa rahy tu khawaish ko pora Karne aur Hajat Ki Takmeel K liye aap jumeraat ko Isha Ki namaz K baad awal O aakhir 11_11 bar Durood E Ibrahimi parhen aur darmiyan mein aap 2 nafil namaz hadiya Muhammad Ale Muhammad es tarah Ada Karen K in dono nawafil mein aap Alhamad Sharif K baad 14_14 bar Surah Ikhlas ki tilawat Karen. Nawafil Ada Karne K baad aap 7 martaba Surah Waqiah Ki tilawat Karen. Ye Wazifa aap 14 din tak Jari rakhen. 14 din K baad aap 3 Masakeen ko khana khalain aur es K baad aap Rozana 10 martaba Durood E Ibrahimi aur 1 martaba Surah Waqiah Kisi bhe waqt tilawat kar Lia Karen. In Shaaa Allah es Wazifa Ki Barkat se aap ko aap Ki mujooda Hajat hasil ho gi aur humesha ghaib se hasil Hoti rahe gi. Es Wazifa Ki bay shumaar Barkat aap ko humesha hasil Hoti rahen gi aur in Barkat mein se Chand rohani aur zahiri Barkat hum ne aakhir mein darj kar di Hain. Lekin es se pehle hum aap ko Surah Waqiah K taweez K baray mein bataty Hain.

Surah Waqiah Ka Taweez

Jo Barkat pehlay biyan kiye gaye wazifa Ki Hain wohi Barkat Surah Waqiah ka taweez Ki bhe Hain. Surah Waqiah ka taweez tehreer Karne K bazurgon ne bay shumaar tareeky bataye Hain . Lehaza agar koi bahi ya Behan Surah Waqiah ka Wazifa na kar sake tu wo Surah Waqiah ka taweez Apne Ghar mein air aone pas zaroor rakhe. Surah Waqiah ka taweez aap 5 Masakeen ko acha Khana khala kar Astana se hasil kar sakte Hain. Ye taweez khas fragrance aur zafran se tehreer Kiya Jata Hai. Ye taweez tamam rohani asool aur aap K Naam ko mad E Nazar rakhtay Huye tehreer Kiya Jata Hai. Ye taweez bay hadh khas Hai aur ye aik azeem Fatah Nama bhe Hai. Lehaza aap 5 Masakeen ko khana khila kar Amna Behan se rabta kar K ye taweez hasil kar sakte Hain. Yaad rahe K aap ka 5 Masakeen ko khana khila a humara hadiya Hai aur bhukari Sharif jild 2nd baab E fazail mein aap hadiya Ki Fazilat ko parh sakte Hain. Surah Waqiah ka Wazifa ya naqsh Ki aik jesi rohani Barkat Hain Jo K hum ne neechay mukhtasir biyan kar di Hain.

Surah Waqiah Benefits

Surah Waqiah ka Wazifa kiya Jaye ya es K naqsh ko Apne Ghar mein rakha Jaye dono auraton mein aap ko aik jesi barkat hasil hun gi. Lekin Yaad rahe K Surah Waqiah Ki Rohani Barkat se aap Ki sirf jaiz Hajat Pori hun gi. Es K ilawa waqt guzarne K sath aap Ki zindagi mein behtari aur khushaali aye gi. Lehaza Surah Waqiah Ki Chand barkat darj zail Hain.

Surah Waqiah Se Zindagi Ki Pareshaniyon Se Nijat

Parshani Har insaan Ki zindagi mein ati Hai. Lehaza Surah Waqiah Ka Wazifa Ki Barkat se aap ko mujooda Har Parshani se bhe nijat hasil ho ge aur anida zindagi aap parshaniyon aur afaat O baliyat se bhi Mehfooz rahen ghay. Yaad rahe K insaan kinzundagu mein Koon sa tufaan anay wala Hai es se insaan humesha se na khabar raha Hai. Lehaza zindagi mein anay wali Har tofaani Parshani se Mehfooz rehne K liye Surah Waqiah ka Wazifa Karna ya es K naqsh ko Apne pas rakhna aqalmand Hai. Surah Waqiah ka Wazifa aur naqsh ka tazqara pehle kar dia Gaya Hai.

Surah Waqiah Se Dolatmandi Aur Aamdani Mein Izafah

Har shaks dolat hasil Karna chahta Hai. Dolat paisa jama hone ko kehte Hain. Jo Aaj K dour mein mumkin Nahi. Lehaza Surah Waqiah Ki Barkat se fard Ki amdani mein Izafa hone lag Jata Hai aur jald he fard K pas wafar paisa jama ho Jata Hai aur es K Ameer hone K imkanat bhe ziada ho jate Hain. Lehaza Surah Waqiah ka wazifa Karen ya es naqsh ko Apne Ghar mein bhe zaroor rakhen. Surah Waqiah ka Wazifa aur naqsh ka tazqara pehle kar dia Gaya Hai.

Surah Waqiah Shadi Ki Har Rukawat Door

Ziada tar nojawan larkiyon aur larkon ko Shadi Ki Parshani ka samna Karna parhta Hai. Lekin en se ziada un K walidain Ko un Ki Shadi Ki fikar Hoti Hai. Khas kar nojawan larkiyon Ki Shadi Ki fikar parents ko bemar kar deti Hai. Agar koi Beti Shadi ya Rishta Ki Kisi rukawat ka shikaar Hai tu wo Surah Waqiah ka Wazifa Karen aur es naqsh ko bhe pane pas rakhe. In Shaaa Allah es Beti ko Shadi aur Rishta Ki Har Parshani se nijat mil Jaye gi. Surah Waqiah ka Wazifa aur naqsh ka tazqara pehle kar dia Gaya Hai.

Surah Waqiah Se Behter Rozgar Pane Ka Raaz

Agar kisi nojawan ko uss Ki marzi ka Rozgar Nahi mil raha ya usse Rozgar mein kamyabi Nahi mil rahi tu es K liye sab se Behtreen Wazifa Surah Waqiah Hai. Surah Waqiah aap Ki nokri , karobar , dokaan aur Har kisam K Rozgar ko kamyab Karne ka behtreen rohani sabab Hai. Surah Waqiah ka Wazifa aur naqsh ka tazqara pehle kar dia Gaya Hai.

Surah Waqiah Dushmano Se Bachne Ke liye

Dushman Har insaan K hotel Hain. Lekin wo dushman ziada khatarnaak Hain Jo aap K samnay Nahi. Lehaza dushman Kisi bhe insaan ko Kala Jadu , Hasad , Bandish aur Nazar E bad Ki waja se uss Ki Soch se bhe ziada nuqsaan de sakta Hai. Lehaza zaroori Hai K  fard aur uss Ki family Har kisam K zahiri aur batini dushman se himesha Mehfooz rahe aur ye Surah Waqiah Ka Wazifa K zariye mumkin Hai. Jo K hum ne pehle aap ko bata dia Hai. Surah Waqiah ka Wazifa aur naqsh ka tazqara pehle kar dia Gaya Hai.

Surah Waqiah For Business

Bhut se log karobar Karte Hain lekin sabhi afraad ko karobar mein kamyabi hasil Nahi Hoti. Karobar mein nakami Ki bay shumaar wajuhaat ho Sakti Hain Jin mein se Nazar E bad eham Hai. Lehaza karobar konkanyabi Karne K liye zaroori Hai K aap Surah Waqiah ka pehle biyan kiya Gaya Wazifa Karen ya aap Surah Waqiah ka Naqsh apne Ghar mein rakhen aur apne pas bhe rakhen . In Shaaa Allah jald he aap ka karobar kamyabi Ki taraf gamzan ho Jaye ga. Surah Waqiah ka Wazifa aur naqsh ka tazqara pehle kar dia Gaya Hai.

Surah Waqiah Se Maali Mushkilat Ka Hal

Agar koi bahi ya Behan maali mushkilat, Rizq Ki Tangi aur Qarz Ki waja se Parshani Hain aur khohish K bawajood un Ki maali Parshani dour Nahi ho rahi tu esi Surat mein wo Surah Waqiah ka Wazifa Karen ya Surah Waqiah ka Naqsh apne pas rakhen. In Shaaa Allah jald he Allah Ki zaat aap ko Har kisam Ki maali Parshani se nijat ataa farmayen ghay. Surah Waqiah ka Wazifa aur naqsh ka tazqara pehle kar dia Gaya Hai.

Shifa Hasil Karne Ki Surah Waqiah

Agar koi bahi ya Behan Kisi la ilaj bemari ka shikaar ho chuky Hain tu wo Fajar Ki namaz K baad 10 martaba Durood E Ibrahimi aur 3 martaba Surah Waqiah parh kar pani par dam kar lein aur ye pani aap 3 din tak peeyen. In Shaaa Allah aap ko jald Shifa hasil ho Jaye gi. Agar aap Marz Purana Hai tu aap Surah Waqiah ka Naqsh Astana se hasil kar K apne galay mein wear Karen . In Shaaa Allah Allah Ki zaat aap ko jald Shifa ataa farmayen ghay.

Aulad Ki Tarbiyat Mein Asani Ki Surah Waqiah

Aulad Ki achi tarbiyat  Har walidain K liye sab se ziada zaroori kaam hota Hai. Kyu K walidain ka mehnat Karna , Aulad Ki taleem O tarbiyat  ka khayal rakhna aur un Ki parwarosg Karna sab ka maqsad Aulad ka Behtar future hota Hai. Lehaza walidain ka Rozgar agar disturb hota Hai tu es ka sae bacho Ki tarbiyat par ho sakta Hai esi tarah walidain Ko Dar peesh Kisi be kisam Ki Parshani un K bachon ka future kharab kar Sakti Hai. Lehaza Aulad Ki tarbiyat aur behtr future K liye Apne bachon K galay mein Surah Waqiah ka Naqsh wear Karwayen aur khohish Karen K aap Rozana Apne bachon ko Surah Waqiah parh kar dam kar dia Karen.

Qarz Se Nijat Ke Liye Surah Waqiah

Qarz se nijat K liye aap Fajar Ki namaz K baad awal O aakhir 3_3 martaba Durood E Pak wird Karen aur darmiyan mein aap 3 martaba Surah Waqiah Mohabbat se tilawat Karen aur ye Wazifa aap 14 din tak Jari rakhen . In Shaaa Allah aap ko Qarz aur zindagi Ki Har Parshani se nijat mil Jaye gi.

Rishte Mein Rukawat Ko Khatam Karne Ki Surah Waqiah

Agar aap K Rishta mein rukawat aa rahi Hai tu es maqsad K liye aap Isha Ki namaz K baad awal O aakhir 3_3 martaba Durood E Pak wird Karen aur darmiyan mein aap 3 martaba Surah Waqiah tilawat Karen . Ye Wazifa 14 din Karne se aap ko Rishta Ki Rukawat se nijat mil Jaye gi.

Ghar Ki Sukoon Aur Barkat Ka Raaz

Agar Ghar mein bay sukooni Hai tu Miya Biwi K darmiyan jhagra rehta Hai. Esi Surat mein aap Fajar Ki namaz K baad aik martaba Surah Waqiah wird Karne Ki adat daal lein aur es mein nagah na Karen. In Shaaa Allah jald he Ghar mein sukoon , itefaak aur Mohabbat paida hone lagy gi . Agar aap ko ye shak ho K Ghar mein larae jhagray Ki waja se Nazar bad aur kala jadu Hain tu esi Surat mein aap Surah Waqiah ka Naqsh apne Ghar mein zaroor rakhen.

Dushmanon Ki Buri Nazar Ko Door Karne Ki Surah Waqiah

Dushman Har Kisi K hotel Hain aur koi bhe dushman aap ko Mohabbat Ki Nazar se Nahi dekhta . Balkay dushman aap ko humesha nafrat , haqarat aur Hasad Ki Nazar se dekhta Hai. Lehaza jab bhe Kisi dushman ka aap se Amna samna ho Ga tu aap uss Ki nazar bad ka shikaar zaroor ho gay. Aam tor par dushman Kon Hai ye Kisi ko Ilam Nahi hota lehaza anjane mein baz auqaat log apna bhut ziada nuqsan kar lete Hain. Lehaza esi Surat mein aap ko Rozana aik Baar Surah Waqiah wird karni chahye ya Surah Waqiah ka Naqsh apne galay mein rakhna chahye.

Surah Waqiah For Dolat

Har shakhs dolat hasil Karna chahta Hai aur Dolat hasil Karne K liye rasta Banany wali Azeem Surah Waqiah Hai. Lehaza wafar dolat  Rizq , paisa , Maal , karobar , nokri aur zindagi K Har maidan mein kamyabi hasil Karne K liye aap Surah Waqiah ka pehle biyan kiya Gaya 14 din ka Wazifa bhe zaroor Karen aur es K naqsh ko bhe Apne galay mein zaroor rakhen. In Shaaa Allah kamyabi aap ka muqaddar ban Jaye gi. Surah Waqiah K eham Wazaif aur es K karamati Taweez K baray mein hum ne aap ko bata dia Hai. 

agr aap apni pareshani ka 100% solution rohaniet se hasil karna chahte hain tu 5 min ka rohani muraqbah kar k hamein itla krain , Insha Allah aap ko zindagi aur kismat badal dene wala parehani ka rohani hal hasil ho jae gha . iss ke liye neche mojood buton par click krain